Use Rokta bhi to kis tarah,,
Ki wo shakhs itna ajeeb tha,
Kabhi tadap utha meri aah se,
Kabhi ashq se na pighal saka...
Sare raah mila wo agar kabhi,
To nazar chura ke guzar gaya,
Wo utar gaya Meri ankh se,
Mere dil se kyo na utar saka ?
Wo chala gaya jahan chhod ke,
Main waha se phir na palat saka,
Wo sambal gaya...
Magar main bikhar ke phir na simat saka...
miss u....
-------------------------------------------------------------------------
Kis tarah se shukar tera ab ada karu main
Kis tarah se shukar tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
Khaamosh reh kar bhi keh gaye
Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha hai poora aitbaar
Tum hi ho hifaazat meri suno
Ye kaha hai rooh ne
Kis tarah se shukra tera ab ada karu main

Ishq ka bas naam liya
Maine samjha nahi tha isey
Tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
Rooh ki bhaasha hai yeh
Teri badolat paayi woh daulat
Jo mili na mujhko kahin
Jazbaat hadd se badhne lage
Dene lage sadaa tujhe
Har pal hai zaroori ab tera deedar
Kis tarah se shukr tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
Aisa kabhi dekha nahi
Na kabhi bhi kahin suna
Dene wala sab dekar bhi keh raha hai shukriya
Tune hi toh samjha mujhe
Jo na keh saka main, suna tumhe
Ehsaan ye tera na bhalunga sadaa
Kis tarah se shukr tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main..
--------------------------------------------------------------------------
Khayal me aata hai jab uska chehra
to labo pe aksar fariyad aati hai,
Hum BHOOL jate hai uske sare sitam
jab uski thodi i si mohabbat yaad aati hai.

No comments:
Post a Comment